top of page

نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے

Naat Academy Naat Lyrics Naat Channel-Naat-Lyrics-Islamic-Poetry-Naat-Education-Sufism.png

1329 items found for ""

  • Woh Tanha Kon Hai Allah Hu Allah Lyrics

    Woh Tanha Kon Hai Allah Hu Allah Badshah Woh Kon Hai Allah Hu Allah Hasbi Rabbi Jalallah Allah Hu Allah Maafi Qalbi Ghayr-E-Allah Allah Hu Allah La Ilaha Ilallah Allah Hu Allah Kia Onchi Shaan Hai Allah Hu Allah Sab Dilon Ki Jaan Hai Allah Hu Allah Iski Apni Shaan Hai Allah Hu Allah Teri Midhat Chaar Sou Allah Hu Allah Kia Haseen Hai Guftugu Allah Hu Allah Sheher-E-Dil Mein Tu Hee Tu Allah Hu Allah Noor-E-Arz-O-Asmaa Allah Hu Allah Khaliq-E-Kon-O-Makaan Allah Hu Allah Tu Qaraar-E-Jism-O-Jaan Allah Hu Allah Tujhse Saaray Kaam Hai Allah Hu Allah Tujhse Subha Sham Hain Allah Hu Allah Tere Jalway A’am Hain Allah Hu Allah Dil Mein Teri Yaad Hai Allah Hu Allah Zikr Rub Se Shad Hai Allah Hu Allah Qasr-E-Jaan Aabaad Hai Allah Hu Allah

  • Mein madine chala Mein madine chala New Naat Lyrics

    Mein madine chala  Mein madine chala  Madine chala Madine chala Madine chala Madine ne se bulawa aa raha hai Mera dil mujse pahele jaa raha hai Mein madine chala Mein madine chala  Mein madine chala Mein madine chala  Mein madine chala Mein madine chala  Fir karam ho gaya mein madine chala Kaif sa chha gaya mien madine chala Masto bekhud bana mein madine chala Mein madine chala ………. Zahe kismat madine jaa raha hun Sa’adat kesi aala paa raha hun Mere yaaron zara mujko sambhalo Khushi se mein to machla jaa raha hun Kya bataun mili dil ko kesi khushi Jab ye muzda suna mein madine chala Mein madine chala ………. Hamko apni talab se siwa chahiye Aap jaise hein wesi ata chahiye Kyun kahun ye ata wo ata chahiye Unko malum hai hamko kya chahiye Bharke joli meri mere sarkar ne Muskura kar kaha aur kya chahiye Hath uthte rahe mujko dete rahe Wo talab se siwa mein madine chala Mein madine chala ……….. Kitna roshan madine ka darbar hai Zarra zarra waha ka to mahtab hai Hai mu’attar mu’attar wahan ki faza Tum chalo na chalo mein chala mein chala Mere aaqa ka dar hoga peshe nazar  Chahiye aur kya mein madine chala Mein madine chala ……….. Jab gumbade khazra pe wo paheli nazar gayi Aankhon ke raste mere dil mein utar gayi Gumbade sabz par jab padegi nazar Kya surur aayega mein madine chala Mein madine chala ……….. Haram ki zameen aur kadam rakh ke chalna Are sar ka mauka hai ohh jaane wale ! Mere gande kadam aur unka haram Laaj rakhna khuda mein madine chala Mein madine chala ……….. Jisne madine jana karlo tayyariyan Beda madine wala lendha fe tariyan Kya karega idhar bandh rakhte safar Chal Ubaide Raza mein madine chala Mein madine chala ………..

  • Bahere deedar mushtaq hai har nazar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye Naat Lyrics

    Bahere deedar mushtaq hai har nazar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye Chandani raat hai aur pichhla pahar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye Sidratul muntaha arsho baabe iram Har jagah padh chuka hai nishane kadam Ab to eek baar apne gulamon ke ghar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye Samane jalwagar paikare noor ho Munkiron ka bhi sarkar shak dur ho Kar ke tabdeel eek din libase bashar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye Shame ummid ka ab sawera hua Sue tayba nigaon ka dera hua Bichh gaye raah mein farshe qalbo nazar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye Mere gulshan ko ek baar mahekaiye Apne jalwon ki barish mein nahelaiye Deedae shok ko kijiye behrawar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye Ta abad apni kismat pe nazaan rahe Khak ho jaye fir bhi farozan rahe Dil ki bazme tamanna mein eek bar agar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye Aakhari wakt hai ek bimaar ka Dil machal ne laga shoke deedar ka Buj na jaaye kahin ye charage sahar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye Shame gurbat hai aur shahere khamosh  Ek Arshad akela kafanposh hai Khauf ki hai gadi wakt hai purkhatar Donon aalam ke sarkar aa jaeeye

  • Makkah Madina Dur Hai Naat Lyrics

    Makkah Madina dur hai Jaana zarur hai Mere Aaqa ka noorani dar kitna suhana Subah ma-saam ate hai farishte Is dar par rozana Kya khub noor hai Woh din maula jald dikhaye Jab dekhu madina Mere aaqa ke jalwo se Ho purnoor seena Jalwo ka toor hai Maula dil ka zang chudade Tu zikro durood se Bakshish ki shaugaat mai pau Darbaare huzoor se Maula gafur hai Kash tumhare dar pe pada ho Yeh Rizwan tumhara Dono jahan mai siwa tumhare Koi nahi hai sahara Yehi shaur hai

  • Madine ke wali Madine bulalo Lyrics

    Madine ke wali Madine bulalo Ye paigam le ja saba jaate jaate Paigam lana meri hajari ka Bhara hai karam maherbaan aate aate Tere dar pe aau mein ban kar sawali Rahe samne tere roze ki jaali Garibon ke maula yateemon ke waali Badi der kar di bulate bulate Mein teri sakhawat pe kurbaan jaaun Mein kyun na tere dar pe daman bichhaun Tere hath thakhte nahi kamli wale Karam ke khazane lutate lutate Kabhi khanae dil mein tashrif laayen Badi der se muntazir hein nigahen Bada sath mera diya aanshuon ne Mere dil ka angan sajate sajate Nigahon mein ho sabz gumbad ke jalwe Labon par ho tere inayat ke nagmein Shabo roz guzre Niyazi ke aaqa Tera zikre anwar sunate sunate Madine ke wali Madine bulalo Ye paigam le ja saba jaate jaate Paigam lana meri hajari ka Bhara hai karam maherbaan aate aate

  • Pohanchoo dare sarkar pe chaha to yehi hai Naat Lyrics

    Pohanchoo dare sarkar pe chaha to yehi hai, Agay meri taqdeer tamana to yehi hai. Ek khas mehak aane lagi mouj e hawwaa main, Asar batatay hain Madina to yehi hai. Hain Gumbad e Khizra kay siwa or bhi jalway Ankhoon ke liye khas nazara to yehi hai. Yeh unki raza hai mujhay bhayjein mujhay rokein, Wapis main nahi aaoon ga socha to yehi hai. Yaad unki rahe dil mein, jamal unka nazar main, Naam unka zaban per rahe acha to yehi hai. Har saans say aati ho sada Salle Ala ki, Hum lakh jiyein, asal main jina to yehi hai. Izhar e gham e hijr ki kia shakal nikaloon, Ronay ki bhi takat nahin rona to yehi hai. Taiba mein ho sab kuch mere daman main hain aasein, Duniya ka karoon kiya meri duniya to yehi hai. Pohnchoon dar e sarkar pay chaha to yehi hai, Agay meri taqdeer tamanaa to yehi hai.

  • Shamil Hai Khuda Jis Midhat Main Woh Midhat to Sarkar ki Hai Naat Lyrics – شامل ہے خُدا جس مدح

    شامل ہے خُدا جس مدحت میں وہ مدحت تو سرکار کی ہے قربان ہے جس پہ دونوں جہاں وہ عظمت تو سرکار کی ہے یہ دین اور دنیا کے ناطے سرکار نہیں تو کچھ بھی نہیں جو کام ہمارے آئے گی وہ نسبت تو سرکار کی ہے مختار ہیں وہ مجبور ہیں ہم وہ سب کچھ ہیں ہم کچھ بھی نہیں ایمان جسے ہم کہتے ہیں وہ اُلفت تو سرکار کی ہے سیچا ہے لہو سے آقا نے سر سبز شجر اسلام کا ہے پھل جس کا یہ دنیا کھاتی ہے وہ محنت تو سرکار کی ہے میں نعت نبی کی لکھتا ہوں کیوں روکے ہے اعجاز مجھے معلوم نہیں کیا رضواں کو یہ جنت تو سرکار کی ہے

  • Allah Ya Moulana Naat Lyrics

    الله يا مولانا الله معنا .. تسمعنا وترانا Allah ma’ana, tasma’ouna wa tarana (Allah You’re with us, you hear and see us) الله الله إنا.. نرجوك الغفران Allah Allah inna narjoukal ghufrana (Allah, Allah we ask You for Your forgiveness) أصلح نوايانا .. واغفر خطايانا Aslih nawayana, waghfir khatayana (Purify our intentions, forgive our mistakes) الله الله واجعل .. في الجنة مثوانا Allah Allah waj’al fil Jannati mathwana (Allah Allah and make Paradise our final place) الله، ربي.. أسعدنا مولانا Allah, Rabbee, as’idna mawlana (Allah, my Lord, grant us happiness my Master) بدنيانا وأخرانا Bidonyana wa okhrana (In our life and in the Hereafter) Chorus: الله يا مولانا .. الله الله يا الله مولانا Allah ya Moulana, Allah Allah ya’Allah Moulana, (Allah O our Master! Allah Allah, O Allah our Master!) الله يا مولانا .. حالي ما يخفاك يا الواحد ربي Allah ya Moulana, hali ma yekhfak ya al-wahid Rabbee (Allah O our Master! My condition is not hidden from You, O The One, my Lord!) زدنا إيمانا .. وألهمنا الإحسان Zidna imana, wa alhimnal ihsana (Increase us in faith, and inspire us to excellence) الله الله ندعوك.. بلغنا منانا Allah Allah nad’ouk ballighna mounana (Allah Allah we ask you to grant us our wishes) ثبِّتنا وارْعَنا .. واسقنا القرآن Thabbitna war’ana, wasqinal Qur’ana (Make us steadfast and protect us, and allow us to taste the sweetness of the Quran) الله الله نرجوك.. أن تجيب دعانا Allah Allah narjouk, an tujiba du’ana (Allah Allah we beseech You to answer our prayers) الله، ربي.. أسعدنا مولانا Allah, Rabbee, as’idna mawlana (Allah, my Lord, grant us happiness our Master) بدنيانا وأخرانا Bidonyana wa okhrana (In our life and in the Hereafter) CHORUS الله الله الله.. الله يا مولانا Allah Allah Allah, Allah ya Moulana (Allah, Allah, Allah, Allah O our Master) ربي صلِ على محمد نبينا Rabbee salli ‘ala Muhammad Nabina (My Lord send you peace upon Muhammad our Prophet) من حلّ في طيبةْ نورا وسكينةْ Man halla fi Taiba nooran wa sakina (He who descended upon Taiba (Medina) as light and peace) Lyrics: Ahmed Al-Yafie Melody: Maher Zain & Nas El-Ghiwan

  • Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Naat Lyrics – اپنی نسبت سے میں کچھ نہیں ہوں اِس کرم کی بدولت

    اپنی نسبت سے میں کچھ نہیں ہوں اِس کرم کی بدولت بڑا ہوں اُن ٹکڑوں سے اعزاز پاکر تاجداروں کی صف میں کھڑا ہوں دیکھتا ہوں جب اُن کی عطائیں بھول جاتا ہوں اپنی خطائیں سر ندامت سے اُٹھتا نہیں ہے جب میں اپنی طرف دیکھتا ہوں دیکھنے والوں مجھ کو نہ دیکھو دیکھنا ہے اگر تو یہ دیکھو کس کے دامن سے وابستہ ہوں میں کون والی ہے کس کا گدا ہوں اِس کرم کو مگر کیا کہو گے میں نے مانا میں سب سے برا ہوں جو بروں کو سمیٹے ہوئے ہیں اُن کے قدموں میں میں بھی پڑا ہوں شافع مذنباں کے کرم نے لاج رکھ لی میرے کھوٹے پن کی نسبتوں کا کرم ہے یہ خالد کھوٹا ہوتے ہوئے بھی کھرا ہوں Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Iss Karam Ki Badolat Barha Hu Unkay Tukroon Say Ezaz Pa Kar Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu Iss Karam Ko Magar Kiya Kaho Gay Meinay Mana Mein Saab Say Bura Hoon Jo Buroon Ko Samatay Huey Hain Unkay Qadmoon Mein Bhi Para Hoon Dekhnay Walo Mujhko Na Dekho Dekhna Hai Agar To Yeh Dekho Kisay Daman Say Wabasta Hoon Mein Kon Wali Hai Kiska Gada Hoon Dekhta Hoon Jab Unki Aataein Bhool Jata Hoon Apni Khataein Sir Nadamat Say Uthta Nahin Hai Jab Mein Apni Taraf Dekhta Hoon Ya Nabi Apnay Gham Ki Kahani Keh Sakoon Ga Na Apni Zubani Bin Kahay Hi Meri Laj Rakhlo Mein Sisikti Hui Iltja Hoon Shafe Mugniba Kay Karam Nay Laj Rakhli Meray Khothay Pan Ki Nisbatoon Ka Karam Hai Yeh Khalid Khotha Hotay Huey Bhi Khara Hoon Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Is Karam Ki Badolat Barha Hoon Unkay Tukroon Say Azaz Pa Kar Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu.

  • Is Saqi e Kosar pe Jahan Sara Fida hai Naat Lyrics – اس ساقیِ کوثرﷺ پہ جہاں سارا فدا ہے

    مدحت رسول پاکﷺ اس ساقیِ کوثرﷺ پہ جہاں سارا فدا ہے سرکارﷺ کے صدقے میں جہاں دونو بنا ہے دھرکن بھی مری بس تو پکارے یہ صدا ہے یہ ساقیِ کوثرﷺ ہی تو محبوبِ خدا ہے ہر روز مجھے خوابوں میں دیدار نبیﷺ ہے “یہ دل کا نگر ہے کہ مدینے کی فضا ہے” عاصی کو نجات اپنے دلائیں گے نبیﷺ ہی جب ان کی شفاعت ہو تو کیا خوفِ سزا ہے اللہ اسے ہی تو نوازے گا جہاں میں دنیا و دیں میں بھی یہاں جو انﷺ سے جڑا ہے آئے یہ مجھے موت نبیﷺ کے ہی تو در پر بس ایک یہی اب تو مرے لب پہ دعا ہے سرکارﷺ کی جو لکھتا ہوں یہ نعت میں انور مجھ پر تو خدا کی مرے یہ خاص عطا ہے شہنواز انور

  • Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Naat Lyrics

    Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte Tere Ishq ki Badaulat, Mujhe Zindagi Mili Hai Tere Ishq ki Badaulat, Mujhe Zindagi Mili Hai Mujhe Mout Aaqa Aaye, Tera Zikr Karte Karte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte Kisi Cheez Ki Talab hai, Na Hai Arzu Bhi Hai Koi Kisi Cheez Ki Talab hai, Na Hai Arzoo Bhi Hai Koi Tu Ne Itna Bhar Diya Hai, Kashkoal Bharte Bharte Tu Ne Itna Bhar Diya Hai, Kashkoal Bharte Bharte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte Mere Soonay Soonay Ghar Mein, Kabhi Ronake Ataa Hon Mere Soonay Soonay Ghar Mein, Kabhi Ronake Ataa Hon Main Deewana Ho Gaya hoon, Teri Raah Takte Takte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte Hai Jo Zindagani Baaki, Yeh Irada Kar Liya Hai Hai Jo Zindagani Baaki, Yeh Irada Kar Liya Hai Tere Munkiron Se Aaqa, Mai Maroon Ga Ladte Ladte Tere Munkiron Se Aaqa, Mai Maroon Ga Ladte Ladte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte Nasir Ki Haazri Ho, Kabhi Aastan Pe Tere Nasir Ki Haazri Ho, Kabhi Aastan Pe Tere Ke Zamana Ho Gaya Hai, Mujhe Aahen Bharte Bharte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Shehar Mein Main Aoon, Teri Naat Parhte Parhte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Shehar Mein Main Aoon, Teri Naat Parhte Parhte

  • درِ نبی پر پڑا رہوں گا پڑے ہی رہنے سے کام ہوگا – Dare nabi par para rahoon ga pare hi rehne se

    درِ نبی پر پڑا رہوں گا پڑے ہی رہنے سے کام ہوگا کبھی تو قسمت کھلے گی میری کبھی تو میرا سلام ہوگا خلافِ معشوق کچھ ہوا ہے نہ کوئی عاشق سے کام ہوگا خدا بھی ہوگا اُدھر ہی اے دِل جدھر وہ عالی مقام ہوگا کیے ہی جاؤں گا عرضِ مطلب ملے گا جب تک نہ دل کا مطلب نہ شامِ مطلب کی صبح ہوگی نہ یہ فسانہ تمام ہوگا جو دل سے ہے مائلِ پیمبر یہ اُس کی پہچان ہے مقرر کہ ہر دم اُس بے نوا کے لب پر درود ہوگا سلام ہوگا اِسی توقع پہ جی رہا ہوں یہی تمنا جِلا رہی ہے نگاہِ لطف و کرم نہ ہوگی تو مجھ کو جینا حرام ہوگا [kleo_gap size=”40px” class=”” id=””] Dare nabi par para rahoon ga pare hi rehne se kaam hoga Kabhi to qismat khule gi meri kabhi to mera salam hoga I will remain at the Prophet’s door, my wishes will only be fulfilled by staying there! At some time my destiny will shine, sometime I will be able to present my salam! Khilafe mashooq kuch huwa hai na koi aashiq se kaam hoga Khuda bhi hoga udhar bhi aye dil jidhar woh aali maqam hoga No lover has ever done or will ever do anything against their beloved God will also be there, let the heart come to where that elevated place is! Kiye hi jaoon ga arz matlab milega jab tak na dil ka matlab Na shaam e matlab ki subha hogi na yeh fasana tamam hoga I shall keep on pleading for my heart’s desire until it is met! Neither will the eve of my desires ever see morn, nor will this story ever end! Jo dil se hai ma’il-e-payambar yeh is ki pehchan hai muqarrar Ke har dam is be nawa ke lab par durood hoga salam hoga He who is in thrall of the Messenger from his heart, is constantly recognised by this: At every breath from his soundless lips pours salutations and blessings upon him! Isi tawaqqa pe ji raha hoon yehi tamanna jila rahi hai Nigahe lutfo karam na hogi to mujh ko jeena haram hoga I am keeping alive with this expectation; this want keeps me breathing: If I don’t receive his gracious gaze of pleasure my staying alive will be a crime!

bottom of page