top of page

نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے

Naat Academy Naat Lyrics Naat Channel-Naat-Lyrics-Islamic-Poetry-Naat-Education-Sufism.png

Oj Paana Mere Hazoor Ka Hai, Arsh Jaana Mere Hazoor Ka Hai Naat lyrics

Oj Paana Mere Hazoor Ka Hai, Arsh Jaana Mere Hazoor Ka Hai.

Arsh Se Bhi Paray Woh Ho Ae, Aana Jaana Mere Hazoor Ka Hai. Shadiyane Bajay Shab e Mairaj, Aaj Jana Meray Huzoor Ka Hai.

Haq Ta’aala Ka Jalwa Raaton Raat, Daikh Aana Mere Hazoor Ka Hai.

Baithay Baithay Madinah Ghoom Ae, Kya Bulaana Mere Hazoor Ka Hai.

Dainay Waali Hai Zaat Allah Ki, Par Dilaana Mere Hazoor Ka Hai.

Qabr Ka Khoaf Ho Mujhay Kyon Kar, Wahan pay aana mery huzoor ka hai.

Gam Na Mehsar Ki Dhoop Ka Hai Waan, Shamiyana Mere Huzur Ka Hai.

Kash Kehnay Lagain Yeh Log Obaid, Tu Deewana Mere Hazoor Ka Hai

Dil Ubaid E Raza Ka Hai Gulshan, Dil Sajana Mere Huzur Ka Hai.

Main Hoon Tayyar Intezar Yeh Hai, Kab Bulaana Mere Hazoor Ka Hai.

La’al-o-yaqoot-o-neelam-o-marjaan, Har Khazaana Mere Hazoor Ka Hai.

La’al-o-yaqoot-o-neelam-o-marjaan, Har Khazaana Mere Hazoor Ka Hai.

Bhai Bhai Muhajiro Ansar, Dil Milana Mere Huzur Ka Hai.

Lalo Yaqut Nilamo Marjan, Har Khazana Mere Huzur Ka Hai.

Jame Sheer Ek Sher Sattar Ne, Ye Pilana Mere Huzur Ka Hai.

64 views

Recent Posts

See All

Muqaam e qurb hai kaisa mere Siddiq_e_akbar ka

مقامِ قرب ہے کیسا مِرے صدّیقِ اکبر کا نبی کے ساتھ ہے روضہ مِرے صدّیقِ اکبر کا رسولوں اور سارے انبیا کے بعد میں بے شک ہے سب سے مرتبہ اعلیٰ...

Rasool e Paak ki Chahat Abu Bakar Siddiq

رسولِ پاک کی چاہت ابوبکر صدیق ہیں آپ فخرِ خلافت ابوبکر صدیق نبی کے بعد جو افضل ہیں سارے عالم میں وہی ہیں شانِ صداقت ابوبکر صدیق رکاوٹ آنہ...

bottom of page