Zuban se kya ma kahun ap se chupa kya Hai Naat Lyrics

Zuban se kya ma kahun ap se chupa kya hai

Ke aap janta han dil ka majra kya hai

Ma a gya hun tuja la ke un ke kucha ma

ae mera dil tu bata or chahta kya hai

Mujha farishton ne foran whin pe chore dya

jo mera aaqa ne pucha ke majra kya hai

Wo kya batae ga quran ke ramuzo bayan

jise pta he nahi shan e Mustafa kya hai

Kaha Khuda ne sir e Hushar Buksh di umat

Mera Habib bata or chahta kya hai

Suna ke neza pe quran Ali ke payara ne

Bata dya ke fana kya hai or Baqa kya hai

Broze Hushar ye mezan ye pul sirat Alta

Lipat ja aap ke qadmon se sochta kha hai

Aaap janta hain dil ka majra kya hai

    180
    0