top of page

نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے

Naat Academy Naat Lyrics Naat Channel-Naat-Lyrics-Islamic-Poetry-Naat-Education-Sufism.png

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Naat Lyrics

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte

Tere Ishq ki Badaulat, Mujhe Zindagi Mili Hai Tere Ishq ki Badaulat, Mujhe Zindagi Mili Hai Mujhe Mout Aaqa Aaye, Tera Zikr Karte Karte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte

Kisi Cheez Ki Talab hai, Na Hai Arzu Bhi Hai Koi Kisi Cheez Ki Talab hai, Na Hai Arzoo Bhi Hai Koi Tu Ne Itna Bhar Diya Hai, Kashkoal Bharte Bharte Tu Ne Itna Bhar Diya Hai, Kashkoal Bharte Bharte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte

Mere Soonay Soonay Ghar Mein, Kabhi Ronake Ataa Hon Mere Soonay Soonay Ghar Mein, Kabhi Ronake Ataa Hon Main Deewana Ho Gaya hoon, Teri Raah Takte Takte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte

Hai Jo Zindagani Baaki, Yeh Irada Kar Liya Hai Hai Jo Zindagani Baaki, Yeh Irada Kar Liya Hai Tere Munkiron Se Aaqa, Mai Maroon Ga Ladte Ladte Tere Munkiron Se Aaqa, Mai Maroon Ga Ladte Ladte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Sheher Me Mai Aun, Teri Naat Padhte Padhte

Nasir Ki Haazri Ho, Kabhi Aastan Pe Tere Nasir Ki Haazri Ho, Kabhi Aastan Pe Tere Ke Zamana Ho Gaya Hai, Mujhe Aahen Bharte Bharte Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Shehar Mein Main Aoon, Teri Naat Parhte Parhte

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Tere Shehar Mein Main Aoon, Teri Naat Parhte Parhte

327 views

Recent Posts

See All

Muqaam e qurb hai kaisa mere Siddiq_e_akbar ka

مقامِ قرب ہے کیسا مِرے صدّیقِ اکبر کا نبی کے ساتھ ہے روضہ مِرے صدّیقِ اکبر کا رسولوں اور سارے انبیا کے بعد میں بے شک ہے سب سے مرتبہ اعلیٰ مِرے صدّیقِ اکبر کا عمر فاروق، عثمانِ غنی، حیدر علی سے بھی مقا

Rasool e Paak ki Chahat Abu Bakar Siddiq

رسولِ پاک کی چاہت ابوبکر صدیق ہیں آپ فخرِ خلافت ابوبکر صدیق نبی کے بعد جو افضل ہیں سارے عالم میں وہی ہیں شانِ صداقت ابوبکر صدیق رکاوٹ آنہ سکا سانپ پہرے داری سے ہے خوب تیری رفاقت ابوبکر صدیق فقط بشر ہی

bottom of page