top of page

نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے

Naat Academy Naat Lyrics Naat Channel-Naat-Lyrics-Islamic-Poetry-Naat-Education-Sufism.png

Dono Aalam Ke Sarkar Aa Jaiye Naat Lyrics

Behre deedar mushtaq hai har nazar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Chandni raat hai aur pichla pahar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Ab toh aa jayiye ab toh aa jayiye

Saamne jalwagar Paikar e Noor ho Munkeero ka Sarkar shak door ho Karke tabdeel ek din Libaas e Bashar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Ab toh aa jayiye ab toh aa jayiye

Mere gulshan ko ek baar mehkaiye Apne jalwo ki baarish me nahalaiye Deedar e Shauk ko kijiye paarwaar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Ab toh aa jayiye ab toh aa jayiye

Shaam e umeed ka ab sawera huwa Suu e Taiba nigaho me dera huwa Bichh gaye raah me farsh Qalb o Jjigar Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Ab toh aa jayiye ab toh aa jayiye

Shaam e Gurmat hai aur sheher khamosh hai Ek Arhsad akela kafan poshhai Khauf ki hai ghadi waqt hai poorkhatan Dono aalam ke Sarkar aa jayiye Ab toh aa jayiye ab toh aa jayiye

23 views

Recent Posts

See All

Muqaam e qurb hai kaisa mere Siddiq_e_akbar ka

مقامِ قرب ہے کیسا مِرے صدّیقِ اکبر کا نبی کے ساتھ ہے روضہ مِرے صدّیقِ اکبر کا رسولوں اور سارے انبیا کے بعد میں بے شک ہے سب سے مرتبہ اعلیٰ مِرے صدّیقِ اکبر کا عمر فاروق، عثمانِ غنی، حیدر علی سے بھی مقا

Rasool e Paak ki Chahat Abu Bakar Siddiq

رسولِ پاک کی چاہت ابوبکر صدیق ہیں آپ فخرِ خلافت ابوبکر صدیق نبی کے بعد جو افضل ہیں سارے عالم میں وہی ہیں شانِ صداقت ابوبکر صدیق رکاوٹ آنہ سکا سانپ پہرے داری سے ہے خوب تیری رفاقت ابوبکر صدیق فقط بشر ہی

bottom of page